Aaradhana Mein Hai Chutkara (English Script)
Aaradhana mein hai chutkara
Aaradhana mein hai changaii
Aaradhana mein hai chutkara
Aaradhana mein hai changaii
Shareer pran aatma mein shanti anand deta hai
Jaan se pyara prabhu
Shareer pran aatma mein shanti anand deta hai
Jaan se pyara prabhu
Prarthna kare aradhana kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Prarthna kare aradhana kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Chutkara paaye humesha
Humesha
Chutkara paaye humesha
Mangoge tumhe milega
Dhundoge tum paaooge
Mangoge tumhe milega
Dhundoge tum paaooge
Khatkhatao khulengi swarg ki aashishe
Paao tum usse aabhi
Khatkhatao khulengi swarg ki aashishe
Paao tum usse aabhi.
Prarthna kare aradhna kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Prarthna kare aradhna kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Chutkara paaye humesha
Humesha
Chutkara paaye humesha
Prarthna karo nirantar
Prarthna karo vishwas se
Prarthna karo nirantar
Prarthna karo vishwas se
Dharmijan ki prarthna vishwas ki prarthna
Kholti hai saare bandhan
Dharmijan ki prarthna vishwas ki prarthna
Kholti hai saare bandhan
Prarthna kare aradhana kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Prarthna kare aradhana kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Chutkara paaye humesha
Humesha
Chutkara paaye humesha
Aaradhana mein hai chutkara
Aaradhana mein hai changaii
Aaradhana mein hai chutkara
Aaradhana mein hai changaii
Shareer pran aatma mein shanti anand deta hai
Jaan se pyara prabhu
Shareer pran aatma mein shanti anand deta hai
Jaan se pyara prabhu
Prarthna kare aradhana kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Prarthna kare aradhana kare
Wo aacha hai kitna bhala hai
Chutkara paaye humesha
Humesha
Chutkara paaye humesha
आराधना में है छटकारा (Hindi Script)